Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSapan Jagmohan
HomeSapan Jagmohan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ab aur na mujhse sharmao mann chaaha pyaar mujhe de do ye hont mila kar honton se koi uphaar mujhe de do ab aur na mujhse sharmao mann chaaha pyaar mujhe de do saans ghule saanson mein pawan magan ho jaye jhoom uthe ye nadiya leher leher muskaaye har saans ghule saanson mein pawan magan ho jaye aur jhoom uthe ye nadiya leher leher muskaaye main shaam saja loon sapnon ki itna adhikaar mujhe de do ab aur na mujhse sharmao mann chaaha pyaar mujhe de do preet ke rass mein dooba uda uda ye aanchal jaise neel gagan mein dhula dhula sa badal hai preet ke rass mein dooba uda uda ye aanchal ho jaise neel gagan mein dhula dhula sa badal tum hosh udane se pehle bahon ka haar mujhe de do ab aur na mujhse sharmao mann chaaha pyaar mujhe de do ye hont mila kar honton se koi uphaar mujhe de do koi uphaar mujhe de do mann chaaha pyaar mujhe de do koi uphaar mujhe de do hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm
daanton ka zamaana pyaare daant bachaana koi tod de ya toote to koi tod de ya toote to paas hamaare aana daanton ka zamaana pyaare daant bachaana koi tod de ya toote to paas hamaare aana daanton ka zamaana hosh ke tote udd gaye hote dhukhta jo hota pyare tera koi jabda takiya bhigote bhukhe hi sote kheej ke maare hota gharwaali se jhagda baithe na rehte reh reh ke kehte jaldi bulaavo jaldi bulaavo khanna kahaan hai daanton ka zamaana pyaare daant bachaana koi tod de ya toote to paas hamaare aana daanton ka zamaana haha poori pakodi khasta kachori daant bina ye tujhe do kaudi ke lagte ganna na chusta bhutta na chabta maal ke rehte daane daane ko taraste tum kuplaate daud ke aate daant banayenge daant banayenge khanna kahaan hai daanton ka zamaana pyaare daant bachaana koi tod de ya toote to paas hamaare aana daanton ka zamaana aap ka mukhda kehta hai dukhda aapki akal daadh kab se daanwadol hai main isko kheench loon thandak se seench doon dard na hoga mera nukhsa
do honth hile ek geet suna mehke phoolon ki jawani jhoom gayi teri payal ka sangeet suna bahte jharnon ki jawani jhoom gayi do honth hile ek geet suna mehke phoolon ki jawani jhoom gayi rimjhim ras barse sunahari zulf ki chanv mein naach uthi gori hata kar mehandi panv mein ke nagme bikhre fizaon mein do honth hile ek geet suna mehke phoolon ki jawani jhoom gayi teri payal ka sangeet suna bahte jharnon ki jawani jhoom gayi teri sanson mein saje hain meethe sur aise bin chhede koi sureela saaz baje jaise na bhaye sang tera kaise do honth hile ek geet suna mehke phoolon ki jawani jhoom gayi teri payal ka sangeet suna bahte jharnon ki jawani jhoom gayi do honth hile ek geet suna mehke phoolon ki jawani jhoom gayi
hmmm ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi hmmmm ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi dil ki kali khili thi dil ki kali khili thi jab wo mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ghar mein use hum apni dulhan banaa ke laaye baahon ki doli mein hum us ko bithaa ke laaye jab raat ho gayi to armaanon ko jagaaya yaani ke apni bigdi taqdeer ko banaaya naaraaz kaise hoti naaraaz kaise hoti wo so rahi thi haaye ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi phoolon ki chaandni pe hamne usse sulaaya phir pyaar vyaar kar ke seene se bhi lagaaya aage naa hum se poochho us raat hum kahaan the dil dil se mil rahe the do jism ek jaan the maare sharam ke shamma maare sharam ke shamma gul ho gayi thi haaye ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi dil ki kali khili thi dil ki kali khili thi
oo oo oo oo oo oo har janam mein hamara milan do dilon ka ujala rahe haan raheeeee main tumhen devta maan loon man mera ik shivalaa rahen haan raheeeee har janam mein hamara milan nainon ka sangam hota rahe sapnon ka sawan gaata raheee nainon ka sangam hota rahe sapnon ka sawan gaata raheee phoolon ke mele lagte rahen geeton ka mausam aata rahee bhor ki kiran sanjh ki pawan gunguna ke kahen har janam mein hamara milan do dilon ka ujala rahe haa rahe ee ee ee har janam mein hamara milan nadiyaa ki baahen faili rahen lehron ke aanchal khilte rahen nadiyaa ki baahen faili rahen lehron ke aanchal khilte rahen badra ki chhaon mehki rahe jhoom ke do dil milte rahen roop ka nagar preet ki dagar muskura ke kahen main tumhen devta maan loon man mera ik shivalaya rahe haan rahe ee ee ee har janam mein hamara milan do dilon ka ujala rahe haan raheeeee har janam mein hamara milan hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
is tarah jao nahin jao nahin jao nahin is tarah jao nahin is tarah jao nahin jao nahin jao nahin is tarah jao nahin is tarah jao nahin thehro thehro to zara yun na ho jao khafa khoobsoorat hi sahi rooth jaane ki ada thehro thehro to zara yun na ho jao khafa khoobsoorat hi sahi rooth jaane ki ada maine socha bhi na tha maan jaogi bura phool jo tumko diye kaun sa jurm kiya phool to mast bahaaron ki nishaani thehre phool to mast bahaaron ki nishaani thehre roop ki rang ki khushboo ki kahaani thehre inko thukraao nahin inko thukraao nahin jao nahin jao nahin is tarah jao nahin is tarah jao nahin jao nahin jao nahin is tarah jao nahin is tarah jao nahin tum haseen aur jawaan dil ko le jaaun kahaan husn se pyaar mujhe husn ho chaahe jahaan tum haseen aur jawaan dil ko le jaaun kahaan husn se pyaar mujhe husn ho chaahe jahaan padh sako kaash kabhi meri aankhon ki zubaan dekho dekho to sahi kitna rangeen hai sama ruk gayi tum to sama aur nikhar jaayega tum na thehrogi to
jab raam naam le le har kaam ho jaye jitni badi ho mushkil aasaan ho jaye jab raam naam le le har kaam ho jaye jitni badi ho mushkil aasaan ho jaye kya hua jo tujhko duniyaa nahin pahchane jo padi hai tujhpe vipdaa usse parbhu jane aise mein wo sab ko raasta dikhlaye jab raam naam le le har kaam ho jaye jitni badi ho mushkil aasaan ho jaye soch le bujhegi kaise tere mann ki jwalaa dhundh le yahin par tujhko milega ujala tu chhup ke ishwar ke dwaar se kyun jaye jab raam naam le le har kaam ho jaye jitni badi ho mushkil aasaan ho jaye
ari o dil ki kali kidhar chali tanik idhar to aaiyo huh ja ja re bhanwre ja jaa hooo kabhi chali aa ashiqon ki gali hooo kabhi chali aa ashiqon ki gali tu chunar leke kaali ari o kajal waali tu chunar leke kali haaan ari o kajal wali tu hai bhanwra main hoon naajuk kali hooo tu hai bhanwra main hoon naazuk kali chura lega tu bairi mere hothon ki laali chura lega tu bairi mere hothon ki laali tu hai bhanwra main hoon naazuk kali hooo kabhi chali aa ashiqon ki gali hey aaja hey tera mera nahin hai nata koi ye hai kaisi takraar pyaar bhari mile jo ek nazar jawa ho jaye mera pyaar ooo tera mera nahin hai nata koi ye hai kaisi takraar pyaar bhari mile jo ek nazar jawa ho jaye mera pyaar tu chunar leke kali ari o kaajal wali tu chunar leke kali ari o kaajal wali tabhi chali aa ashiqon ki gali hooo tu hai bhanwra main hoon naazuk kali yaha waha karunga pichha tera waah waah hai deewana mera naam haaan chhod mujhe dil kya dun main tujhe tu hai bada badnaam hey yaha waha
kayi ghum sahe hain khushi ke liye kabhi jal bujhe roshni ke liye kabhi mar mite zindagi ke liye kabhi mar mite zindagi ke liye na jane agla pal saathi hoga kaisa aayega jo bhi kal saathi hoga kaisa abhi to jee le abhi to jee le abhi to jee le abhi to jee le
khuli waadiyon ka safar hai hansi manzilon pe nazar hai bahekne laga hai kyun mera dil khuli waadiyon ka safar hai hansi manzilon pe nazar hai bahekne laga hai kyun mera dil khuli waadiyon ka safar hai ye naazneenon ke mele hasinon ke ye khule gesuon si bahaar rangeen chehron ko mehke saveron ko chumti hai nazar baar baar main kho gaya hoon khuli waadiyon ka safar hai hansi manzilon pe nazar hai bahekne laga hai kyun mera dil khuli waadiyon ka safar hai oonche kinaaron se bheege nazaaron se khelti aa rahi hai hawa raahon mein lehraaye aankhon ko behkaaye dil diya aa sanam khechi ja main kho gaya hoon khuli waadiyon ka safar hai hansi manzilon pe nazar hai bahekne laga hai kyun mera dil khuli waadiyon ka safar hai parvat ke daaman mein chandi ke aangan mein dholte jhumte ye badan kya rang bikhra hai kya khoob nikhra hai surmayi shaam ka baagpan main kho gaya hoon khuli waadiyon ka safar hai hansi manzilon pe nazar hai bahekne laga hai kyun mera dil khuli waadiyon ka
ho oooo koi deewaana tumhen chaahega kabhi tumne socha bhi na hoga ho ho koi baahon mein chala aayega kabhi tumne socha bhi na hoga hmm hmmm koi deewaana ye aankhen jheelon ki gehraai ye zulfen saawan ki angdaayi dil kyun na ho saudaai ho ho koi baahon mein chala aayega kabhi tumne socha bhi na hoga hmm hmmm koi deewaana ye behte jharne mehki waadi ye dil mein halchal ye betaabi hai pyaar bhi aur nasha bhi hmm hmmm koi deewaana tumhen chaahega kabhi tumne socha bhi na hoga ho ho hoo koi baahon mein chala aayega kabhi tumne socha bhi na hoga hmm hmmm koi deewaana aa aa aa aa aa koi deewaana aa aaaa aaaa aaaa koi deewaana aa aaaa aaaa
main kaun kya kahun kaun hoon main janun na main yaar kya hai naam kisko khabar sun mere yaar kya kahun kaun hoon main janun na main yaar kya hai naam kisko khabar sun mere yaar kya kahun kaun hoon main janun na main yaar kya hai naam kisko khabar sun mere yaar kya kahun kaun hoon main makaan hum hain beghar jo bhi mile humein bura kahe puchho na in thokaron mein pale bade huye hum hain beghar jo bhi mile humein bura kahe puchho na in thokaron mein pale bade huye ye janen dil se humein koi nahin chahe mange hum jo daam to de ke har koi pana chahe kya kahun kaun hoon main janun na main yaar kya hai naam kisko khabar sun mere yaar kya kahun kaun hoon main seena jori se bhi kaise chheeni looti jaye pyaar ki daulat nafrat jaisi baahon mein na aaye seena jori se bhi kaise chheeni looti jaye pyaar ki daulat nafrat jaisi baahon mein na aaye teri khatir aayi hai jee mein faila dein hum haath bhikhari hoke nibha dein hum tera saath kya kahun kaun hoon main janun na main
main to har mod par tujhko doonga sadaa meri aawaaz ko dard ke saaz ko tu sune naa sune main to har mod par tujhko doonga sadaa main to har mod par tujhko doonga sadaa meri aawaaz ko dard ke saaz ko tu sune naa sune main to har mod par tujhko doonga sadaa meri zindagi mein wohi ghum rahaa tera saath bhi to bahut kam rahaa meri zindagi mein wohi ghum rahaa tera saath bhi to bahut kam rahaa dil ne saathi mere teri chaahat mein the khwaab kyaa kyaa bune main to har mod par tujhko doongaa sadaa meri aawaaz ko dard ke saaz ko tu sune naa sune main to har mod par tujhko doonga sadaa tere gesuon ka woh saayaa kahaan woh baahon ka teri sahaaraa kahaan tere gesuon ka woh saayaa kahaan woh baahon ka teri sahaaraa kahaan ab woh aanchal kahaan meri palkon se jo bheege moti chune main to har mod par tujhko doongaa sadaa meri aawaaz ko dard ke saaz ko tu sune naa sune main to main to har mod par tujhko doongaa sadaa
mera jeevan kuchh kaam na aaya mera jeevan kuchh kaam na aaya jaise sukhe ped ki chhaaya mera jeevan kuchh kaam na aaya jaise sukhe ped ki chhaaya jaise sukhe ped ki chhaaya hoooo apnon ke hote huye tan mein basi tanhaayee hoooo ansoon banake khushi aankhon se maine barsaayee hoooo khushiyon ko rote rote duniya mein ab to mera jee ghabraaya mera jeevan kuchh kaam na aaya jaise sukhe ped ki chhaaya jaise sukhe ped ki chhaaya hoooo baras gaye re saawan dariya bhi josh mein aaye hoooo phool bhi khilne lage kaliyon ke mann muskaaye hoooo sooni rahi ik daali uspe to koi ab tak phool na aaya mera jeevan kuchh kaam na aaya jaise sukhe ped ki chhaaya jaise sukhe ped ki chhaaya hoooo jeene ko jee na chhaahe mangon to maut na aaye hoooo saanson ki chalne ko to jeevan kaha nahin jaaye hoooo dard basaa ke dil mein mera naseeb mujhko kahan pe laaya mera jeevan kuchh kaam na aaya jaise sukhe ped ki chhaaya mera jeevan kuchh kaam na aaya jaise sukhe ped ki chhaaya jaise sukhe ped
Na Jaane Agla Pal Kaisa
aaaa aa aa aa aa aa na jaiyo re sautan ghar saiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyan na jaiyo re jaadu bhi jane wo tona bhi jane najariya se dil ko pirona bhi jane hans ke mile door hona bhi jane hans ke mile door hona bhi jane tu hi na mane na mane na jaiyo re sautan ghar saiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyaan na jaiyo re tan se lubhaye adaon se loote pal mein wo mane to pal mein hi roothe bairan ke hote hain sab roop jhoote bairan ke hote hain sab roop jhoote tu hi na jane na jane na jaiyo re sautan ghar saiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan ruk ja main ro ro padun tore paiyaan na jaiyo re sautan ghar saiyan na jaiyo re
principal management ye hartaal hai humko yaa to de do hakk hamara yaa fir chhodo kursi karo kinara darna jhukna dabna hum na jaane aisi waisi baatien hum kyun maane hum kamzor nahin hain hum laachaar nahin hain samjhota ho jaye hum taiyar nahin hain abhi to jee le abhi to jee le jee le jee le aye jee le jee le jee le jee le aye jee le jee le jee le jee le
pyaara lage pyaara lage pyaara lage pyaara lage pyaar ki raahon ka pyaara safar pyaara safar pyaara lage pyaara lage raat aur din ka ye milan pyaar ki raahon ka pyaara safar pyaara safar pyaara lage ye zamin mil rahi hai dekh lo aasmaan se aise do dil milenge door donon jahaan se aa gale mil ke donon hooo aa gale mil ke donon raat ki baahon se jaayen guzar jaayen guzar pyaara lage pyaara lage raat aur din ka ye milan pyaar ki raahon ka pyaara safar pyaara safar pyaara lage lot love you give me you are my love you are my love laut ke jaa raha hai har koi aashiyaan ko hmmm neend si aa rahi hai har thake kaarvaan ko hmm soyi soyi hawa ka ho o soyi soyi hawa ka hone laga dekho hum pe asar hum pe asar pyaara lage pyaara lage raat aur din ka ye milan pyaar ki raahon ka pyaara safar pyaara safar pyaara lage pyaara lage raat aur din ka ye milan pyaar ki raahon ka pyaara safar pyaara safar pyaara safar pyaara lage pyaara safar pyaara lage pyaara safar
raaz e dil humse kaho hum to koi gair nahin raaz e dil humse kaho hum to koi gair nahin yun pareshaan na raho hum to koi gair nahin raaz e dil humse kaho hum to koi gair nahin mehki mehki si yeh tanhaai gila karti hai mehki mehki si yeh tanhaai gila karti hai gair tum bhi na raho hum to koi gair nahin raaz e dil humse kaho hum to koi gair nahin yun pareshaan na raho hum to koi gair nahin raaz e dil humse kaho hum to koi gair nahin kisi humdard ko kuchh dard bata lene do kisi humdard ko kuchh dard bata lene do dard tanha na saho hum to koi gair nahin raaz e dil humse kaho hum to koi gair nahin yun pareshaan na raho hum to koi gair nahin raaz e dil humse kaho hum to koi gair nahin
shayar to nahin hoon lekin shayar to nahin hoon lekin shayar ki nazar payi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin saawan tere roop ki masti baadal teri zulf ka saya tere hothon ki muskane phoolon ka hai sarmaya ye chaand ka ghatna badhna teri hi to angdayi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin tere bol hain meethe nagmen khamoshi rangeen fasana jaagi jaagi si palkon mein khwaab hai koi deewana kadmon mein haya ne tere janzeer si pehnayi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin chehra jaise noor ka dariya aanchal hai ek bahta dhara aaj meri nazron mein jaise jannat ka hai nazara kya husn mila hai tujhko kya tune ada payi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin shayar ki nazar payi hai wo baat kahe deta hoon jo baat nazar aayi hai shayar to nahin hoon lekin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ab Aur Na Mujhse Sharmao Siskiyan (1983) 03:59 19222
 
Poster of Siskiyan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
On Screen Actors- 
Madhu Chanda, Virendra
Duration : 03:59   Song Number : 19222   

Daanton Ka Zamaana Begaana (1963) 03:30 40325
 
Poster of Begaana (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 03:30   Song Number : 40325   

Do Honth Hile Ek Geet Suna Nai Duniya Naye Log (1973) 04:22 35902
 
Poster of Nai Duniya Naye Log (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Reena Roy, Danny Denzongappa
Duration : 04:22   Song Number : 35902   

Ek Khoobsurat Ladki Shaadi Se Pehle (1980) 03:39 36904
 
Poster of Shaadi Se Pehle (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Praveen Sood, Shehnaaz
Duration : 03:39   Song Number : 36904   

Har Janam Mein Hamara Kaagaz Ki Nao (1975) 04:42 37029
 
Poster of Kaagaz Ki Nao (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
On Screen Actors- 
Sarika, Raj Kiran
Duration : 04:42   Song Number : 37029   

Is Tarah Jao Nahin Alingan (1974) 03:45 40442
 
Poster of Alingan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Sapan Jagmohan, Jaidev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Romesh Sharma
Duration : 03:45   Song Number : 40442   

Jab Raam Naam Le Le Har Abhi To Jee Lein (1977) 03:57 37012
 
Poster of Abhi To Jee Lein (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Danny Denzongappa, Kiran Kumar
Duration : 03:57   Song Number : 37012   

Kabhi Chali Aa Abhi To Jee Lein (1977) 03:33 37013
 
Poster of Abhi To Jee Lein (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
On Screen Actors- 
Danny Denzongappa
Duration : 03:33   Song Number : 37013   

Kayi Ghum Sahe Hain Khushi Abhi To Jee Lein (1977) 02:22 37015
 
Poster of Abhi To Jee Lein (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 02:22   Song Number : 37015   

Khuli Waadiyon Ka Safar Hai Aayega Aanewala (1967) 04:20 40943
 
Poster of Aayega Aanewala (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kumkum, Sanjeev Kumar
Duration : 04:20   Song Number : 40943   

Koi Deewaana Tumhen Chaahega Teri Talash Mein (1968) 39896
 
Poster of Teri Talash Mein (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Duration :    Song Number : 39896   

Kya Kahoon Kaun Hoon Main Lal Kothi (1978) 04:39 36157
 
Poster of Lal Kothi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:39   Song Number : 36157   

Main To Har Mod Par (Sad) Chetna (1970) 03:49 38010
 
Poster of Chetna (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Anil Dhawan
Duration : 03:49   Song Number : 38010   

Mera Jeevan Kuchh Kaam Na Aaya Mera Jivan (1976) 05:51 15115
 
Poster of Mera Jivan (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:51   Song Number : 15115   

Na Jaane Agla Pal Saathi Abhi To Jee Lein (1977) 05:14 37014
 
Poster of Abhi To Jee Lein (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kiran Kumar, Jaya Bhaduri, Radha Saluja, Simi
Duration : 05:14   Song Number : 37014   

Na Jaiyo Re Sautan Ghar Saiyaan Kaagaz Ki Nao (1975) 04:21 38084
 
Poster of Kaagaz Ki Nao (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Aruna Irani
Duration : 04:21   Song Number : 38084   

Principal Murdabaad Management Murdabaad Abhi To Jee Lein (1977) 02:51 37016
 
Poster of Abhi To Jee Lein (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 02:51   Song Number : 37016   

Pyaara Safar Pyaara Lage Habari (1978) 04:25 40340
 
Poster of Habari (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Sapan Jagmohan
On Screen Actors- 
Preeti Sapru, Mahendra Sandhu
Duration : 04:25   Song Number : 40340   

Raaz e Dil Humse Kaho Teri Talash Mein (1968) 03:29 39897
 
Poster of Teri Talash Mein (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:29   Song Number : 39897   

Shayar To Nahin Hoon Lekin Insaaf Ka Mandir (1969) 04:52 37369
 
Poster of Insaaf Ka Mandir (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 04:52   Song Number : 37369   
Karaoke Songs of sapan jagmohan, Sad Songs of sapan jagmohan, Love Songs of sapan jagmohan, Dance Songs of sapan jagmohan, Hip-hop songs of sapan jagmohan, Best songs of sapan jagmohan, Super hit songs of sapan jagmohan, hit songs of sapan jagmohan, duet songs of sapan jagmohan, solo songs of sapan jagmohan, old songs of sapan jagmohan, famous songs of sapan jagmohan, Hindi Karaoke Songs of sapan jagmohan, Hindi Sad Songs of sapan jagmohan, Hindi Love Songs of sapan jagmohan, Hindi Dance Songs of sapan jagmohan, Hindi Hip-hop songs of sapan jagmohan, best Hindi songs of sapan jagmohan, super hit Hindi songs of sapan jagmohan, hit Hindi songs of sapan jagmohan, duet Hindi songs of sapan jagmohan, solo Hindi songs of sapan jagmohan, old Hindi songs of sapan jagmohan, famous Hindi songs of sapan jagmohan, Sing Along Songs of sapan jagmohan, Sing Along Sad Songs of sapan jagmohan, Sing Along Love Songs of sapan jagmohan, Sing Along Dance Songs of sapan jagmohan, Sing Along Hip-hop songs of sapan jagmohan, Sing Along Best songs of sapan jagmohan, Sing Along Super hit songs of sapan jagmohan, Sing Along hit songs of sapan jagmohan, Sing Along duet songs of sapan jagmohan, Sing Along solo songs of sapan jagmohan, Sing Along old songs of sapan jagmohan, Sing Along famous songs of sapan jagmohan